Sunday, July 22, 2007

Teri Tamanna, Teri Justjoo Hai

Teri Tamanna.....

Teri Tamanna Aa Aa Aa.......
Teri Justjoo Hai
( Mujhe Aaj Bas Ek Teri… (2) ( Teri Aarjoo Hai… (2)
Mere Jehan Mein, Khayaalon Mein Tu Hai
Yeh Itanisi Duri Bhi Hai, (Gar Toh Kyun Hai… (2)

Abb Kuchh Aaj Aise Tu Muhjme Sama Ja
Soyese Ehsaas Saare Jaga Ja
Tujhe Kya Pata Main Pyaasa Hoon Kabse
Abb Tu Aaj Banake Ghata Mujhko Bhiga Ja
Teri Tamanna… (2)
Teri Justjoo Hai
Mujhe Aaj Bas Ek Teri, (Teri Aarjoo Hai… (2)

Yeh Teri Julfon Se Khushboo Jo Aaye
Toh Meri Saanson Ko Paagal Banaaye
Uff Mere Dil Mein Yeh Kaisa Junoon Hai
Jo Tere Honto Ko Nazdik Chaahe
Teri Tamanna… (2)
Teri Justjoo Hai
Mujhe Aaj Bas Ek Teri, ( Teri Aarjoo Hai… (2)
Mere Jehan Mein, Khayaalon Mein Tu Hai
Yeh Itanisi Duri Bhi Hai, (Gar Toh Kyun Hai… (2)
Mujhe Aaj Bas Ek Teri, (Teri Aarjoo Hai… (2)
Teri Aarjoo Hai....

Beete Lamhein Hamein

( Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jaate Hai
Beete Lamhein Hamein Jab Bhi Yaad Aate Hai )… (2)
Beete Lamhein..........

Chand Lamhaaat Ke Waaste Hi Sahi
Muskuraakar Mili Thi Mujhe Jindagi
Teri Aaghosh Mein Din The Mere Kate
Teri Baahon Mein Thi Meri Raate Kati
Aaj Bhi Jab Woh Pal Mujhko Yaad Aate Hai
Dil Se Saare Gamon Ko Bhula Jaate Hai
( Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jaate Hai
Beete Lamhein Hamein Jab Bhi Yaad Aate Hai )… (2)
Beete Lamhein..........

( Mere Kaandhe Pe Sir Ko Jhukaana Tera
Mere Sine Mein Khud Ko Chhupaana Tera )… (2)
Aake Meri Panaahon Mein Shaamo Sehar
Kaanch Ki Tarah Woh Toot Jaana Tera
Aaj Bhi Jab Woh Manjar Nazar Aate Hai
Dil Ki Viraaniyo Ko Mita Jaate Hai
( Dard Mein Bhi Yeh Lab Muskura Jaate Hai
Beete Lamhein Hamein Jab Bhi Yaad Aate Hai )… (2)
Dard Mein.... Beete Lamhein..........

Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye

(Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye
Jitane Bhi Mausam Diye Sab Num Diye )… (3)
( Jab Tadapata Hai Kabhi Apana Koi
Khun Ke Aansu Rula De Bebasi )… (2)
Ji Ke Phir Karana Kya Mujhko Aisi Jindagi… (2)
Jisane Jakhmon Ko Nahi Marham Diye
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye
Jitane Bhi Mausam Diye Sab Num Diye
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye

( Apane Bhi Pesh Aaye Hamase Ajnabee
Waqt Ki Saajish Koi Samajha Nahi )… (2)
Beiraada Kuchh Khataaye Hamase Ho Gayi
Raah Mein Patthar Meri Har Dam Diye
Jindagi Ne Jindagibhar Ghum Diye
Jitane Bhi Mausam Diye Sab Num Diye
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye

( Ik Mukkamal Kashamkash Hai Jindagi
Usane Hamase Ki Kabhi Na Dosti )… (2)
Jab Mili Mujhko Aansu Ke Woh Tophe De Gayi
Has Sake Hum Aise Mauke Kam Diye… 2
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye
Jitane Bhi Mausam Diye Sab Num Diye
Oooo……………………
Zindagi Ne Zindagibhar Ghum Diye

Woh Ajnabee Woh Ajnabee

Woh Ajnabee Woh Woh Woh Woh Ajanabee, Woh Ajanabee.......
( Aisa Koi Mujhko Mil Gaya Hai Saathiya
Jise Dekhakar Main Bhulu Saari Duniya )… (2)
( Woh Woh Woh Ajanabee, Woh Ajanabee Jo Dekhe Dur Se
Dekhu Main Usako Hi, Ho Usako Hi, Abb Sab Kuchh Bhul Ke )… (2)
Dhadkan Dhadkan Ya Saanson Mein
Raatein Raatein Ya Khaabon Mein
Sab Mein Sab Mein Wahi Toh Hai, Ke Bata Doon Main Use
Shaame Shaame Ya Subaho Mein
Shaamil Shaamil Woh Har Pal Mein
Har Dum Har Dum Woh Baaton Mein, Mere Rahi Hai Kahin Woh Woh Woh...
Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee
Woh Woh Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee........

( Abb Usase Aisa Jud Gaya Hai Silsila
Wohi Woh Nazar Aaye Mujhko Har Jagah )… (2)
Yeh Yeh Yeh Jindagi Roshan Huyi Hai Usake Noor Se
Dil Ko Sachchi Khushi Haasil Huyi Hai Usake Ishq Se
Mujhko Abb Har Ghadi, Woh Har Ghadi, Usakaa Hi Suroor Hai
De De Woh Usako Haan Usako Hi Aankhen Majboor Hai
Dhadkan Dhadkan Ya Saanson Mein
Raatein Raatein Ya Khaabon Mein
Sab Mein Sab Mein Wahi Toh Hai, Ke Bata Doon Main Use
Shaame Shaame Ya Subaho Mein
Shaamil Shaamil Woh Har Pal Mein
Har Dum Har Dum Woh Baaton Mein, Mere Rahi Hai Kahin Woh Woh Woh...
Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee
Woh Woh Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee........

( Usako Paake Paaya Maine Saara Jahaan
Rab Usako Karana Na Kabhi Bhi Juda )… (2)
Woh Woh Abb Bandagi Shaamil Huyi, Hai Meri Mein
Dil Ko Sachchi Khushi Haasil Huyi Hai Usake Ishq Se
Mujhko Abb Har Ghadi, Woh Har Ghadi, Usakaa Hi Suroor Hai
De De Woh Usako Ho Usako Hi Aankhen Majboor Hai
Dhadkan Dhadkan Ya Saanson Mein
Raatein Raatein Ya Khaabon Mein
Sab Mein Sab Mein Wahi Toh Hai, Ke Bata Doon Main Use
Shaame Shaame Ya Subaho Mein
Shaamil Shaamil Woh Har Pal Mein
Har Dum Har Dum Woh Baaton Mein, Mere Rahi Hai Kahin Woh Woh Woh...
Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee
Woh Woh Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee........

Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee, Woh Ajnabee

Abb Toh Forever

tum hi tum ho jo raaho mein
tum hi tum ho nigaaho mein
kis din toh mere dil ko khona hi tha
tumhe dekha, tumhe chaaha, tumhe dhunda, tumhe paaya
tumhe paake huwa hai jo woh hona hi tha
chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho
mere dil mein tum hi tum ho
abb toh forever
bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam, bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam

kabhi koshish bhi mat karana mujhe paane ki
mujhe na paa sakoge tum
banaake surat ghumoge tum deewaane ki
kahi pe na rahoge tum
chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho
mere dil mein tum hi tum ho
??abb toh forever
bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam, bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam

bahot hai chaahanewaale mere duniya mein
tumhe dekhu toh kyun dekhu
jamin aur aasamaan mein faasale jitane hai
samajha lo dur utani hoon
chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho
mere dil mein tum hi tum ho
abb toh forever
bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam, bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam
tum hi tum ho jo raaho mein
tum hi tum ho nigaaho mein
kis din toh mere dil ko khona hi tha
tumhe dekha, tumhe chaaha, tumhe dhunda, tumhe paaya
tumhe paake huwa hai jo woh hona hi tha
chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho
mere dil mein tum hi tum ho
abb toh forever
bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam, bring it on....
jaana abb toh forever, bring it on....
??abb forever sanam

Unke Nashe Mein

unke nashe mein.........
jalate rahe, jalate rahein...
unke nashe mein jalate rahein
haay unke nashe mein jalate raheein
ladakhadaaye, (ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein - 4)

subah se lekar shaam tak unaka jubaan pe naam tha
(subah se lekar - 2) shaam tak unaka jubaan pe naam tha
woh jaise badali ko saawan se - 3
saawan ko badali se kaam tha
dil mein jo boonde?? garasate rahein
ladakhadaaye, (ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein - 4)

mera unaka jhagada tha - 3
par unase main yeh keh na saka
mera unaka jhagada tha, par unase main yeh keh na saka
meri khata thi, meri saja thi - 2
badal de tu ????
??? unaki ladate rahein
ladakhadaaye, (ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein - 4)

???? pi ke
pine waale na ?? pite hain
ho inaki khata nahi koyi
yahi na?? kasoor ke pite hain
woh hum ek do mein hi palate rahein
ladakhadaaye, (ladakhadaaye kabhi kabhi sambhalate rahein - 4)

Mere Yaar Mila Hai Sang Tera

sun woh mere ranjhiya, yeh preet badi dukhdaayi
ismein kharcha jaan ka, aur gum ki mile kamaayi

ni sa re ma re sa - 3 pa ma re sa
ni sa re ma re sa - 3

dil ke taar baj baj ke yaar kehte hai pyaar mujhe tujhse pyaar
dil ke taar baj baj ke yaar kehte hai yaar aaja
[(ho mere yaar mila hai sang tera
main shukr karaan hardum tera) - 2
koi hor nahi hun kam mera - 2
main teri dhun mein
(main teri dnun mein kho gaya
teri isqh mein ranjha ho gaya) - 2] - 2

(jeena hai mujhe jeene ke llye
meri jaan main tujhpe marta hoon)
haaye sadke soniya
jeena hai mujhe jeene ke llye
meri jaan main tujhpe marta hoon
iss tere kitaabi chehare ko
geeta ki tarah main padhata hoon
yeh ishq tera yeh ishq mera - 2
lagta hai saanjha ho gaya
dil teri dhun mein
(mein teri dhun mein kho gaya
teri ishq mein ranjha ho gaya) - 3

(sun jaaneman, sun jaaneman
abb dil yeh kahin nahi lagta hai) - 2
deedar tera jab karata hoon
thoda sa sukuun tab milta hai
main dor dor chaahat ki dor - 2
to preet ka manjha ho gaya
mein teri dun mein
(mein teri dun mein kho gaya
teri isqh mein ranjha ho gaya - 2

ho mere yaar mila hai sang tera
mein sukr karan hardum tera) - 2
koi aur koi hund kam mera - 2
mein teri dun mein
mein teri dun mein kho gaya
teri isqh mein ranjha ho gaya - 2

Yeh Ganapat Chal Daaru La

Mumbai

yeh ganapat chal daaru la - 2
ice chala soda kum toda paani mila - 2
thoda table veble saaf kar de na yaar - 2
yeh ganapat, ganapat - 2

in the Mumbai, all over India
we are the bhaai - 2
bhaai main bhaai tu phikar na kar
usaki maa ki usaki behen ki jo dekhe idhar
apun ko bata de kabhi ho gayi fantar
sabki fatati apane naam se apun jaaye jidhar
thoda coke shoke to apun ke dost ko de na yaar - 2
yeh ganapat, ganapat
yeh ganapat chal daaru la
in the Mumbai, all over India
we are the bhaai - 2

Bipasha, Mallika, Priyanka ya ho Aishwarya Rai
jaaye saali jaake jahaan marzi maraaye
Yash Chopra, Subhash Ghai apani picture banaaye
apun kya lena, jaise taise, paise kamaaye
apun ko toh chaahiye din mein special chaai
shaam ko daaru, raat ko ladki aur nind aa jaaye
yeh ganapat, yeh ganapat.... chal
(dekh paltke main hoon kudiye
har ??? se main hi hoon kudiye
tu dil hain main jaan hoon kudiye) - 2
in the Mumbai, all over India
we are the bhaai - 2
in the Mumbai, we are the bhaai - 2

congress smart party ya phir hove bjp
sabko ?? hoti only tere bhaai ki
?? saala phaalatu vaalatu tapaka daal du main
maar maar ke maar maar ke phaad daalata hoon main
thoda murga shurga murga shurga de na yaar - 2
yeh ganapat chal daaru la - 2
in the Mumbai, all over India
we are the bhaai - 2

in the Mumbai, all over India
we are the bhaai - 2
yeh ganapat, yeh ganapat, yeh ganapat....
pan yeh ganapat kaun hai....

Sone De Maa

ho maa, ho maa, ho maa
teri kahaani mein jita tha beta tera
tu hi bata kya jhuta tha kissa tera
aansu baha na maa, ik din yeh hona hi tha
lamha lamha jita jahaan, ladate ladate main thak gaya
sone de maa main nahi jeena - 3
sone de maa, sone de maa

kabse hai tumare?? maa aawaaz ?? koyi
kabse andheron mein ghar mera khoya kahi
sadiya huyi tere aanchal mein soya nahi
lori koyi phir se suna
chalate chalate main thak gaya
sone de maa main nahi jeena - 2
sone de maa nayyo jeena
sone de maa

aakhari angadaayi, nind mujhe aayi
dheere dheere dhundala sama
hasate hasate abb kar vida
sone de maa main nahi jeena - 2
sone de maa nayyo jeena
sone de maa

sone de maa main nahi jeena
sone de maa nayyo jeena
sone de maa

Aakhari Alvida Na Ho

dhadkane khaamosh hain, kuch kehti nahi
yeh aakhari alvida na ho
chaahate aankhon se behti nahi
yeh aakhari alvida na ho
iss dard dil mein, dil mein rehne do
jo khauf hai aankhon se, aankhon se kehne do
dukh ki nadi chup chaap behne do
jo kehna hai tum dheere se keh do
yeh aakhari alvida na ho

dhadkane khaamosh hain, kuch kehti nahi
yeh aakhari alvida na ho

sab yaadein, jo baandhe the bandhan
kaajal, bindiya, haathon mein kangan
mehki rehti thi menhdi
gaata rehta tha saawan
inn yaadon ko sapno mein rehne do
yeh aakhari alvida na ho

aakhari alvida na ho
dhadkane khaamosh hai, kuch kehti nahi
yeh aakhari alvida na ho
chaahate aankhon se behti rahi
yeh aakhari alvida na ho - 2

Dupatta Tera Nau Rang Da

[Baliye te mukhde pe dil lalchave
Laungda pe laskara jaanle na jaave]2

Dekhe bina dekhe tenu raha bhi na jave
Roop saloona tere sono changda
Duppatta Tera..2
Haye Duppatta Tera..2
Duppatta Tera..Nau rang da haye ni mera dil mangda 3

Duppatta Tera..Duppatta Tera..
Haye Duppatta Tera..

Duppatta Tera..Nau rang da haye ni mera dil mangda 3

Jaan meri jaan teri haye sadd ke teri sadd ke haan teri saad ke
Jaanu naiyo jana kabhi jana menu chad ke menu chad ke kabhi menu chad ke
Saari khusi duniya ke tujhpe loota do yeh yeh
Aaja teri rahoon mein jindagi bicha doo

Roop saloona tere sono changda
Duppatta Tera..2
Duppatta Tera..2
Duppatta Tera..Nau rang da haye ni mera dil mangda 2

Yaar mera yaar sare jag se juda jag se juda ..sare jag juda
Pyaar mein to pyaar karu uspe fida..uspe fida. karu uspe fida
Mehendi to gore gore haath mein saja le
San sehzadi to apna bana le

Roop saloona tere sono changda
Duppatta Tera..2
Duppatta Tera..2
Duppatta Tera..Nau rang da haye ni mera dil mangda 2

You My Love

yo my love my love janejaan yo my lover 2

Dekha mene dekha
Jab se tujhko dekha
Kuch bhi na socha na samjha
Dil de diya
hO gaya re ho gaya re
Is Dil ka kaam re
hO gaya re ho gaya re
Dil tere naam re

yo my love my love janejaan yo my lover 2

Maahi ve o meri maahi ve

Sona sona mera maahi sona sona 2

Tauba mere tauba tera nakhra kamaal hai 2
Taarif karne mein to bada bemishaal hai
Soone soone mukhde pe zulfon ka jaal hai
Mera naseeb hai tu yeh mera khayaal hai
HO gaya re ho gaya
Mujhko bhi pyaar re
HO gaya re ho gaya haan
Deewaana yaar re

yo my love my love janejaan yo my lover 2


Bada hi purana love takiyakaalam hai 2
Mein hi teri tu hai mera charcha hai aam hai
Chal hat jane bhi de
Mujhse bada kaam hai
Tu hi subah hai meri tu hi meri shaam hai

HO gaya re ho gaya
Mujhko bhi pyaar re
HO gaya re ho gaya haan
Deewaana yaar re

yo my love my love janejaan yo my lover 2

Dekha mene dekha
Jab se tujhko dekha
Kuch bhi na socha na samjha
Dil tujhko de diya

hO gaya re ho gaya re
Is Dil ka kaam re
hO gaya re ho gaya re
Dil tere naam re
yo my love my love janejaan yo my lover
yo my love my love janejaan yo my lover
yo my love my love janejaan yo my lover

Maria Maria

Maria Yeh mera dil aisa jana
Tujhse isko lagaya to jana
Uff yeh mohabbat hai yeh qyaamat
Usper to mere saath hai

O tujhpe marte hai Payar karte hai
Is haqeekat to maan le maan le maan le
Peeche aayega kuch na paayega
yeh haqeekat jaan le
O kabhi to mohabbat karogi
Kabhi to kisi ki banogi
Jaane kitne ate hai
Dil de ke jaate hai
Janu mein to sab ka irada



Maria Yeh mera dil aisa jana
Tujhse isko lagaya to jana
Uff yeh mohabbat hai yeh qyaamat
Usper to mere saath hai

Tum to jana uff badi khoobsurat ho
uspe adayein bala ki hai
O teri baatein uff badi jaanleva hai
Mein to phir bhi na aau baaton mein
Tumko tumhi se chura lunga mein
Mujhko ijaazat to do


Maria Yeh mera dil aisa jana
Tujhse isko lagaya to jana
Uff yeh mohabbat hai yeh qyaamat
Usper to mere saath hai

Do You Wanna Partner

[Do u wana partner o partner 2
let me let me say]2
let me let me say

[Dil dhadak hai yeh mohabbat
Udta ja re behisaaab tu]2
Tera pyaar hai sawaal bhi
uska dede khud jaawab ttu

Lekin kintu parantu bandhu
haan
Lekin kintu parantu bandhu
Saamne woh aati hai
Dil mein dhadkan,Muh mein zabaan aur saasein ruk jaati hai

let me let me say 2
[Do u wana partner o partner 2
let me let me say]2
let me let me say

[Kabhi kabhi kabhi mein
yuhi yuhi sochta hoon]2

Hello hi how r u se
Aaghe kabhi badh sakta hoon
Udti zulfe hooth sabnami haan 2
Raatein ho pyaar ki
Mil jayengi teri mohabbat
Aa sikha do ashiquie

Ek traf khuda mile abb
Ek traf mile sanaam
Sorry khuda bolke bas
Manlunga mein sanam
Sapne assu yaadein waadein
chahat ki Dastaan
Prem nagar ki prem dagar ka bada katheen rasta


[Do u wana partner o partner 2
let me let me say]2
let me let me say

Aye Dil Pagal Mere

Aye dil pagal mere dil
Tujko pata hai
Yeh ishq kya hai
Manzil Dhadkan ki manzil
Gumsum sad hai
Rab ki dua hai

[Bada zalim iska junoon
Nahi milta ismein sukun]2

Aye dil pagal mere dil
Tujko pata hai
Yeh ishq kya hai

Tu hi Khwaabon mein aake
Meri jawan tanhai koi mehka gaya
Pyaase armaan jagake
Jazbaat ke Ehsaah ko Behkaa gaya

Shikayat hai shikqa bhi hai
Yakkin hai to Dhoka bhi hai

Bada zalim iska junoon
Nahi milta ismein sukun

Aye dil pagal mere dil
Tujko pata hai
Yeh ishq kya hai
Manzil Dhadkan ki manzil
Gumsum sad hai
Rab ki dua hai

Manzar nazro pe chaya
Har waqt hai mehboob ke deedar ka
Alam kitna hasin tha
Bole bina isbaat ke izhaar ka
Khusi hai to rangish bhi hai
Milan hai to Bandish bhi hai

Bada zalim iska junoon
Nahi milta ismein sukun

Aye dil pagal mere dil
Tujko pata hai
Yeh ishq kya hai
Manzil Dhadkan ki manzil
Gumsum sad hai
Rab ki dua hai

Aye dil

Aa Dil Se Dil Mila Le

[Beinteehan mohabbat
Mujhe tumse dilruba hai
Mera ishq sarphira hai
Meri aasiqui juda hai
Tanhaiya kehne lagi mehfil nai saza le
Aa dil se dil mila le 4]2

[Dhoondti phiru tujhe mein har jagah sanam
Jaan to meri jaan le jaan ki kasam]2
Teri bekaraariyon mein Mera chain gumshuda hai
Tera manchala deewana Teri husn pe fida hai..
Tanhaiya kehne lagi mehfil nai saza le
Aa dil se dil mila le 4]2

[Baat na chupi aaj sare aam hogai
Meri zindagi pyaar ke naam ho gai]2

Tere beigair jeena hal pal
Yahan saza hai
Kya hai meri tammna
Tujhko nahi pata hai
Tanhaiya kehne lagi mehfil nai saza le
Aa dil se dil mila le 4]2

[Beinteehan mohabbat
Mujhe tumse dilruba hai
Mera ishq sarphira hai
Meri aasiqui juda hai
Tanhaiya kehne lagi mehfil nai saza le
Aa dil se dil mila le 4]2

Ek Din Teri Raahon

[Ek din ..Ek din teri raahon
Baahoon mein panaahon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2

[Yeh dil to na keh yeh baatein
dil to na keh saka]2

[Tu jaane na tu
Chaahat meri kitni betaab hai ]2
Ho jo barso meri palkon mein tha
Tu wohi khwaab hai

[Har ghadi har ghadi yaadoon mein
vaadon mein iradon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2

[Yeh dil to na keh yeh baatein
Dil to na keh saka ]2

[Yeh Jhukti nazar
Jaane jigar hosh lejati hai ]2
Mein kaise kahon
Ek ajnabi dard dejati hai

Chupke se Chupke se teri neeedon mein
Khwaabon mein khayalon mein
Chaaunga Khojunga


[Ek din ..Ek din teri raahon
Baahoon mein panaahon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2
[Yeh dil to na keh yeh baatein
dil to na keh saka]4

Mera Phela Phela Pyaar Hai Yeh

na jaane kab yeh huwa, na kisi ko khabar, na khud ko pata
khoye khoye rehte hum yahan hain
silsilo ka silsila hai, huwa shuru abb jo nikle bhi jaan
abb se hai hum raahi chaahton ke
yeh jaise phela nasha, woh pheli nazar, phela guma
yuun lage mohabbat hi jahaan hai
doston ki dosti, yaaron ki yaari kam lagne lagi
behke hai hum behka yeh sama hai
kaise samjhaau tumhe mera phela phela pyaar hai yeh o o o....
aankhon mein aitbaar hai yeh o o o....
mera phela phela pyaar hai yeh o o o....
aankhon mein aitbaar hai yeh o o o....

hawa bhi mili thi humein, jhokon mein pooch rahi thi
pyaar yeh agar nahi toh phir kya hai
aye aasmaan tu bhi aajkal sang chalta hai, saaath leke chanda taare
kaise samjhaau tumhe mera phela phela pyaar hai yeh o o o....
aankhon mein aitbaar hai yeh o o o....
mera phela phela pyaar hai yeh o o o....
aankhon mein aitbaar hai yeh o o o....

Dosti... Yaari Mein Kahin Mausam Kahaan

yaari mein kahin mausam kahaan, isamein toh hai dum
kabhi na bhula jo saath hum jaise koyi tufaan
din ya raat din kaise hota hai
har waqt woh karate hai hum jo dil karata hai
kya jaane duniya hai kitane cool hum
har pal jite hain kal ka kyun gum
tak dhin tak dhin de ya
tak dhin tak dhin de yo
(har din dosti pehle, har dum dosti chaahe
har pal dosti ko hum apani ada maane) - 2

abhi toh nahi hum hai jawaan kyun soche hum
samajh abhi aayi kahaan kyun samajhe hum
din raat raat din sabhi hamaare
waqt ki raftaar mein kabhi nahi haare
kya jaane duniya hai kitane cool hum
har pal jite hain kal ka kyun gum
tak dhin tak dhin de ya
tak dhin tak dhin de yo
(har din dosti pehle, har dum dosti chaahe
har pal dosti ko hum apani ada maane) - 2

har pal dosti ko hum apani ada maane - 2

Na Jaane Aisa Ki Kar Daala

loot gaye dekh ke chehra, na jaane kab hoga mera - 2
har pal har din tere bin, na ji lagada hai mera
na jaane aisa ki kar daala, ho soniye ki kar daala

hey gal sun ki kendiye, sadde wich woh marati hai
woh mainu pyaar karati hai, sadde wich woh marati hai
har pal har din tere bin, na ji lagada hai mera
na jaane aisa ki kar daala, ho heeriye ki kar daala - 5

Kaun Hoon Main

who am i? kaun hoon main bass wahi jo kal kuchh aur tha
i was lost apani hi dhun mein, apane hi mein mast tha
yeh mujhko kya huva hai, sab kuchh lagata naya hai
saara jahaan badal gaya hai, hey wats goin on?
yeh main jaanu na
who am i? kaun hoon main? kaun hoon? khud ko hi pehchaanu na
mujhe kya hone laga hai abhi, yeh main jaanu na

every moment jo bhi hota hai, tumse kehati hoon
every moment kaise hoge tum sochati rehati hoon
every thing se jo bhi kehati ho sachcha lagata hai re baaba
every thing you do jo bhi karati ho achchha lagata hai re baaba re
who am i? kaun hoon main bass wahi jo kal kuchh aur tha
i was lost apani hi dhun mein, apane hi mein mast tha
mujhko kya huva hai, sab kuchh lagata naya hai
saara jahaan badal gaya hai, kya yeh wahi hai
jise kehate hai love

Saturday, July 21, 2007

Chori Chori Chori Pakadi Gayi

naa nanna naa naan naan naa naa, naa nanna naa naa naa naa naa
chup chup rehake tune rakha apana mouth shut
humko bina bole kaise liya love ka shortcut
kahi yeh toh socha nahi mangani jhat shaadi phat
come on tell us socha tune kya yi yaayi yaayi yaayi
chori chori chori pakadi gayi, khupiya love story pakadi gayi - 2
arre jaane de na isake dil mein kuchh nahi hai... really... toh kismein hai
dudes dudes dudes there is nothing between me and aayesha
you are kidding.... not even your four inches of dil
raatbhar jaagega ullu banke
dubkiya lagaayega chullu bhar ke
doston ke saamane khaayega palati
bebe ke liye dal badalu banke
usake ghar daily two times jaayega
humko toh mahino nazar nahi aayega
aaye bhi toh fool time usake gun gaayega
usaki pasand kya pehnega khaayega
in short kaam se jaayega
another one bites the dust
aaj ek aur bichaar pyaar ka shikaar bana
hamaare sawaandaata vaasu iss waqt dahaasu sthiti mein hai
aapko isake baare mein aur kuchh bataane ke liye
aur vaasu... vaasu.... vaasu....
hair band ne baja di band, lagata hai isamein hai koyi forein hand
yeh thi khabare aaj tak, bhaad mein jayiye kal tak
hey guys ise aakhari baar aise dekh lo, juld hi isaka naya version dikhega
haath pile honge, pech ???nile honge, honth sile honge, kadam hile honge ya
kabhi coffee, kabhi shopping, kabhi disk party rocking??
kabhi off??, kabhi on, kabhi joking, kabhi mock
kabhi achaanak humase mile, humse puche tu hai kaun
chup chup rehake tune rakha apana mouth shut
humko bina bole kaise liya love ka shortcut
kahi yeh toh socha nahi mangani jhat shaadi phat
come on tell us socha tune kya yi yaayi yaayi yaayi
chori chori chori pakadi gayi, khupiya love story pakadi gayi - 2
kehate hai yeh toh casualty banake rahegi
tell me, yeh one day hai ya test ya twenty-twenty
haan yaar yevi?? hai ya time pass ya senti senti
lagata hai yaaron mein nahi tha confidence
iss liye confidencial rakha maamala isane
ghanto mobile pe baat karega
wats up? nothing... you say wats up? nothing, you say wats up? nothing
ghaamosh

Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile

(ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile) - 2

ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile

(ek chhat ke tale ajanabi ho jaate hai rishtey
bistar pe chaadaro se chhup so jaate hai rishtey) - 2
dhunde se bhi iname nahi darmaayiyaan mile
yeh kaisi bheed hai bass yahaan tanahaayiyaan mile

(jisko bhi dekhiye woh adhura sa hai yahaan
jaise kahin ho aur woh aadha rakha huwa) - 2
ho jab jahaan jude wahi judaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile

(ristey toh nahi rishton ki parchaayiyaan mile
yeh kaisi bheed bass yahaan tanhaayiyaan mile) - 2

Kar Salaam, Kar Salaam

kyun jindagi se ho shikava gila - 2
yeh hasati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai
jo bhi yeh deti hai woh hai ???
kar salaam - 4

nakhre utha isake nakhre utha - 2
haan dhoop bhi hai yeh, chhaanv bhi hai yeh
jo bhi yeh deti hai, tu maan ja
kar salaam - 4

kho jaana, pa jaana, na paana, hai jindagi jaane le
bik jaana, loot jaana, bass jaana hai jindagi maan le
ho ho ho karle yakin, jo kal gaya woh phir se aata nahin
ho ho ho gujra huva jo waqt hai woh dastak lagaata nahin
jo aaj hai bass wahi hai tera - 2
ha kya teri hasti hai, mitti ki basti hai
pal mein hi ho jaati hai yeh fanaa
kar salaam - 4

kyun jindagi se ho shikava gila - 2
yeh hasati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai
jo bhi yeh deti hai woh hai ???
kar salaam...........

O Meri Jaan.... Dil Khudgarj Hai

(dil khudgarj hai, phisala hai yeh phir haath se
kal usaka raha, abb hai tera iss raat se) - 2
o meri jaan..........

tu aa gaya yuun nazar mein
jaise subah dopahar mein
madhoshi yuun hi nahi dil pe chaayi
niyat ne li angadaayi
chhuaa tune kuchh iss tarah
badli fiza badla sama
o meri jaan..........

naata samajhe ??? yeh dil mera
jaanu na jaanu na isako kya huva
teri baahon ki phir se dhunde yeh panaah
tu hai kahaan, tu hai kahaan
o meri jaan..........

In Dino Dil Mera Mujhse Hai Keh Raha

(in dino, dil mera, mujhse hai keh raha
tu khaab saja, tu ji le jara
hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat - 2) - 2

(berang si hai badi zindagi kuchh rang to bharoon
main apani tanahaayi ke waaste abbb kuchh toh karoon) - 2
jab mile thodi fursat - 2, mujhse karle muhabbat
hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat

(usako chhupaakar main sabse kabhi le chaloon kahin door...
aankhon ke pyaalon kse pita rahoon usake chehre ka noor) - 2
iss jamaane se chhupakar - 2, puri karloon main hasrat
hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat - 2
in dino, dil mera, mujhse hai keh raha
tu khaab saja, tu ji le jara
hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat - 2

Alvida.... Kaise Keh Diya Alvida

chupake se kahin, dheeme paanv se
jaane kis taraf, kis ghadi
aage badh gaye hamse raahon mein
par tum toh abhi the yahin
kuchh bhi na suna, kab ka tha gila
kaise keh diya alvida

jinake darmiya gujri thi abhi
kal tak yeh meri zindagi
dono baahon ko, thandi chaanv ko
hum bhi kar chale alvida
alvida, alvida, meri raahein alvida
meri saansein kehati hai, alvida
alvida, alvida, abb kehna aur kya
jab tune keh diya, alvida

sunle bekhabar, yuun aankhein pher kar aaj tu chali ja
dhundegi nazar humko hi magar har jagah
aisi raaton mein leke karvate, yaad hamein karna
aur phir haar kar kehna kyun magar, keh diya alvida alvida
koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida
alvida, alvida, abb kehna aur kya
jab tune keh diya, alvida

??? dil chale, phir bhi dil kahe
kaash mere sang aaj hote tum agar, hoti har dagar gulsita
tumse hai khafa, hum naaraaz hai, dil hai pareshaan
socha na suna tune kyun bhala keh diya alvida alvida
koi puchhe toh zara, kya socha aur kaha alvida
alvida, alvida, abb kehna aur kya
jab tune keh diya, alvida

kyun socha aur kahan alvida
dono baahon ko, thandi chaanv ko
hum bhi kar chale alvida

Baatein Kuchh Ankahee Si, Kuchh Ansuni Si Hone Lagi

baatein kuchh ankahee si, kuchh ansuni si hone lagi
kaabu dil pe raha na, hasti hamaari khone lagi
wo wo o o o o o........
shaayad yahi hai pyaar

baatein kuchh ankahee si, kuchh ansuni si hone lagi
kaabu dil pe raha na, hasti hamaari khone lagi
wo wo o o o o o........
shaayad yahi hai pyaar - 2

keh de mujhse dil mein kya hai, aisa bhi kya guroor
tujhko bhi toh ho raha hai thoda asar jaroor
yeh khaamoshi jine na de, koi toh baat ho
wo wo o o o o o........
shaayad yahi hai pyaar - 2

tu hi meri roshani hai, tu hi chiraag hai
dheere dheere mit jaayega, halka sa daag hai
yeh zeher bhi yuun piya hai, jaise sharaab ho
wo wo o o o o o........
shaayad yahi hai pyaar - 2
baatein kuchh ankahee si, kuchh ansuni si hone lagi
kaabu dil pe raha na, hasti hamaari khone lagi
wo wo o o o o o........
shaayad yahi hai pyaar - 3

Yeh Dooriyaan Abb Hai Kahaan

o oooooooo ooo ooo

(yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2
badla badla sa zamaana, khamoshiyaan bhi hai gumshuda) - 2
o oooooooo ooo ooo

(o janiyaan koyi mera dil le gaya
haan dekho dekho zara, dil se huyi khata) - 2
yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2

(yeh zindagi badle ek pal mein yahaan
badla hai saara jahaan, jeene ka lele maza) - 2
[yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2
badla badla sa zamaana, khamoshiyaan bhi hai gumshuda] - 2

Sigdi Tu Sigdi Lagadi

oye balle balle.....

(bhoola de jaisi thi woh pehale ??? kudiya
thodese mithi si o gudiya ?? batiya) - 2
o sigdi tu sigdi lagadi - 4

laakho aate jaate hain, laakh adaayein dikhaate hain
aisa kabhi koyi aa jaaye, jo nazaron ko bha jaaye
naamumkin sapana yeh nahi, dhundale mil jaayega yahi
bhoola de jaisi thi woh pehale ??? kudiya
thodese mithi si o gudiya ?? batiya
o sigdi tu sigdi lagadi - 3

ishq chhupaaye chhupata nahi, yeh tufaan kabhi rukata nahi
aankhon se jab milati aankhein, bol de sab dil ki baatein
mann chaaha jab yaar milein, tab kahin sachcha pyaar milein
bhoola de jaisi thi woh pehale ??? kudiya
thodese mithi si o gudiya ?? batiya
o sigdi tu sigdi lagadi - 3

Tere Layee, Ishq Nibhawaan

[((tere layee - 2), ishq nibhawaan
(tere layee - 2), duniya bhoolawaan) - 2
aaa sun mere dil ka mausam-o janaejaan, agar tu hai tu hai meri saath] - 2

uff yeh ada yeh mastiyaan, uspe hai yeh dilkash sama
maane nahi awaaara mann, chhaane laga deewaanaapan
o sajana ve tanhaiyan badi hai, nazdikyon mein faslo ki ladi hai
((tere layee - 2), ishq nibhawaan
(tere layee - 2), duniya bhoolawaan) - 2
aaa sun mere dil ka mausam-o janaejaan, agar tu hai tu hai meri saath

aankhone ki kya guftgu, yeh jaanu main ya jaane tu
chalane bhi de yeh silsila, shikawa na kar, na kar gila
o sajana ve madhoshi rawa hai, dil ka fasaana bin bole banyaan hai
((tere layee - 2), ishq nibhawaan
(tere layee - 2), duniya bhoolawaan) - 2
aaa sun mere dil ka mausam-o janaejaan, agar tu hai tu hai meri saath

Ek Kalsa. Do Kalsa, Tin Kalsa Chaar

(1 kalsa, 2 kalsa, 3 kalsa 4
4 kalsa, 5 kalsa, 6 kalsa 7) - 2
(tere bina - 6
kya meri life, kya sapna, kya khushiyaan meri kya duniya
jeen marna tere saath
1 kalsa, 2 kalsa, 3 kalsa 4
4 kalsa, 5 kalsa, 6 kalsa 7) - 2

saason ki zumbish mein tu hi tu hai
armaaan ka aalam beqaabu hai
tanha sochu main tere hi baatein
tujhse rangin meri dilkash raatein, 7 yeh nibhana
(1 kalsa, 2 kalsa, 3 kalsa 4
4 kalsa, 5 kalsa, 6 kalsa 7) - 2

sargarmi deta hai tera aana
betaabi deta hai tera jaana
tujhko dekhu, tujhko hi main chahoon
har dum har pal tujhko hi main maangu, tu mera fasaana
1 kalsa, 2 kalsa, 3 kalsa 4
4 kalsa, 5 kalsa, 6 kalsa 7
(tere bina - 3
kya meri life, kya sapna, kya khushiyaan meri kya duniya
jeen marna tere saath
1 kalsa, 2 kalsa, 3 kalsa 4
4 kalsa, 5 kalsa, 6 kalsa 7

Sooni Sooni Khoyi Khoyi, Aankhein Meri Dhundhe Tujhe Hi

sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se
abb aaogi tab aaogi kab aaogi, puchhu main yahi khud se, haan khud se
main hoon yahan, tu hai kahaan, aahein meri sun
sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se

mere jazbon ko dard deke, gum huye tum kahaan chain le ke
dhoondtai tumko meri aankhein, bin tere thehri hai abb yeh saansein
zid pe ada hai yeh dil, jeena kiye hai mushkil
bas mera khud pe hi na kyun, kyun
sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se
abb aaogi tab aaogi kab aaogi, puchhu main yahi khud se, haan khud se

kya mila tumko yun sataake, iss tarah se mera dil jalaake
na raha jaaye abb to tanha, chubh raha shool sa lamha lamha
ek baar toh aao, phir chaaho toh jao, khelo na yuun mere dil se
(cheeni kum hai - 2), thoodi thodi tujmein hi kum, kum kum hai kum kum
sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se
main hoon yahan, tu hai kahaan, aahein meri sun
sooni sooni khoyi khoyi, aankhein meri dhundhe tujhe hi, kab se haan kab se
abb aaogi tab aaogi kab aaogi, puchhu main yahi khud se, haan khud se

Cheeni Kum Hai, Cheeni Kum Hai

((cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum) - 2
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum
sunle kabhi, kehti hai kya, dil ki yeh sada bhi
(cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum

dard jaata hai muskuraake, dehkle dekhle aajamaake
narm hota hai mom jalke, dehkle dehkle tu phighal ke
maujo mein hai kalkal, lamho mein hai hulchal
thehra yahaan pe pal hai kyun, kyun
(cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum

khwaab rangin hai iss jahaan ke, dekhle dekhle tu sajaake
apane saaye se tu nikal ke, dekhle dekhle tu badal ke
rango ke hai mele, khushiyon ke hai rele
dhadkhan mein pehera kyun hai kyun, kyun
(cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum
sunle kabhi, kehti hai kya, dil ki yeh sada bhi
(cheeni kum hai - 2), thodi thodi tujhe mein hai kum, kum kum hai kum kum
dheere dheere, haule haule, door door hogi problem, humdum o humdum

Jaane Do Na, Jaane Jaane Do Na, Mujhe To Jaane Do Na

jaane jaane do na

(jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na) - 2
na na zid na karo, na na na aise zid na karo
tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na
jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

aise kyun hai, kyun hai aise jaldi ruko zara - 2
thehro thehro abhi, karo thoda yakin
aisi betaabiyan achchhi hoti nahi
roko zara jazbaat ko, samjha karo haalat ko
aayegi aayegi milne ki bhi ghadi
jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
na na zid na karo, na na na aise zid na karo
tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na
jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

ho na ho na inte bhi to ho na besabar - 2
is haal mein darata hai dil, ek sharm si ismein shaamil
chhedo na yuun ehsaaas ko, do na hawa is pyaas ko
aaayegi aayegi milne ki bhi ghadi
jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
na na zid na karo, na na na aise zid na karo
tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na
jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

Baatein Hawa Hai Saari, Saari Ki Saari

impress karne ke liye to log do sau rupai ke phool kharid lete hai
par yeh do ghante mein mar jaate hai
pata nahi kya impress karna chaahate hai log phool de kar ke
(baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....) - 2
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
kehna jo chaahe, kyun keh na paaye
aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

impress karne ke liye mein aapko royal albert hall ka music sunaane le ja sakta tha
lekin agar app music sunte sunte emotional ho gayi
toh logo ko lagega maine app ko rula diya
(dekho na dekho na lagta ajooba hai
yeh khud hi jaane kya isaka mansooba hai) - 2
6 foot ki deewaar pe kyun, kyun dil ki khidki nahi
yeh dil ki baaton ko bhi jaanega nahin nahin
pallle pada hai kyun mere hi tauba
apani hi kehta hai, apani hi sunta hai, dekho na
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

yeh sunset ka light, moonlight ka concept bhi use kiya ja sakata hai impress karne ke liye
na to apako mera chehra dikhega, na hi khaana
(seedhe raste kabhi yeh na chalne waala
rab ne ise tedhe sache mein hai dhaala) - 2
bande ko zoo mein rakho, khulla na iss chhodo
khulla jo chhoda toh, rabba mere jaane kya ho
impress karne ke liye 25 lakh ka haar bhi de sakta tha
lekin bina price tag ke apako lagega 25 rupay ka hai
aur price tag ke saath de nahi sakta
rehta hai jaane kaun se jahaan mein
dekha na jaana na maine toh aisa yahaan koyi
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

haan agar aap mujhe impress karna chaahati hai toh, just me remember
maria sharapova, anna kournikova, uh! what legs
kehna jo chaahe, kyun keh na paaye
aankhein jo bole teri hadon se kyun na bole
baatein hawa hai saari, saari ki saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....
rukhi si khaali khaali, ulti hi duniya saari
kyun hai kyun hai kyun hai kyun hai kyun....

Mind Blowing Mahiya

Kise kahon is dil ko hai tumne
Aise churaiyan
Nikle har armaan anokhe
U taking me higher
Saiyan saiyan chodo mori baiyan
Ho na jau dekh Crazy with saaiyaan

Ur my mind blowing maahiyann 4

Tu kahe to sunu
Tu kahe to tujhe
Sab kuch keh dun
Sapne mein chunu
Tu bune main tere khwaab mein reh lu
{RAP}
Mere sapno ko tune hai sajaiyaan
Ur my mind blowing maahiyann 3

Dekhe jo tu idhar
Na khabar na hai sabar koi mujhe
Tu mile jo magar Tu jahan ki khabar mujhko

{RAP}
Mene teri baahon mein dukh nahi paaiyan
Ur my mind blowing maahiyann 4

Kise kahon is dil ko hai tumne
Aise churaiyan
Nikle har armaan anokhe
U taking me higher
Saiyan saiyan chodo mori baiyan
Ho na jau dekh Crazy with saaiyaan

Ur my mind blowing maahiyann n

Naughty Naughty

[Aye chori zara nach ke dekha
Zara thumka laga
Zara nach ke dekha]2

Naughty naughty si fiza hai
Haule haule se dil mein
Chali koi hawa hai
Sapne sapne yeh dua hai
Roko roko yeh mujhko
Na jane kya hua hai

U n me will we
Meant to be
Main tera tu meri destiny


Chodo na choda na baahein
Marodo na hojaungi mein khafa

Sainya sainya Sehari
Lagen hai mohe sexy
Chain mere dil ka chura gaya

Sainya sainya Sehari
Love the way u touch me
Tujoko dil mein basa gaya


[Aye chori ..zara nazar milana
zara nach ke dekha ..zara nazar churana..
Zara thumka laga..mere jazbaaton ki
Zara nach ke dekha ..zara kadar deekhana ]2

Chup chup chup kar koi
Meri Sapno mein aaye
Chup chup woh rehta hai
Per raj chupa na paaye

Yeh baatien batati hain
Aahen sunati hai
Dil ki sada


Chodo na choda na baahein
Marodo na hojaungi mein khafa

Sainya sainya Sehari
Lagen hai mohe sexy
Chain mere dil ka chura gaya

Sainya sainya Sehari
Love the way u touch me
Tujoko dil mein basa gaya

[Aye chori zara nach ke dekha
Zara thumka laga
Zara nach ke dekha]2

Naughty naughty si fiza hai
Haule haule se dil mein
Chali koi hawa hai
Sapne sapne yeh dua hai
Roko roko yeh mujhko
Na jane kya hua hai

U n me will we
Meant to be
Main tera tu meri destiny

Chodo na choda na baahein
Marodo na hojaungi mein khafa

Sainya sainya Sehari
Lagen hai mohe sexy
Chain mere dil ka chura gaya

Sainya sainya Sehari
Love the way u touch me
Tujoko dil mein basa gaya

Cash

Cash to da left for me
Cash is right for me
Cash to da the front for me
Cash is the back for me
Cash is the day for me
Cash is nite for me
Cash on mind making money all da time

Cash meri saaason mein
Cash meri aankhon mein
Cash mere dil mein bhi
Cash meri baahon mein
Cash meri khwaabon mein
Cash meri yaadon mein
Cash on mind making money all da time

[Yeh to seedhi seedhi baat hai
Chahe din hai ya raat hai
Kismat apne hi saath hai
Paisa feko tamasha dekho]2

Yeh nasha kya nasha
hai yeh kaisa nasha
Jismein sara jahan
Dil haar gaya...


Cash to da left for me
Cash is right for me
Cash to da the front for me
Cash is the back for me
Cash is the day for me
Cash is nite for me
Cash on mind making money all da time

[Ruke na idhar ruke na udhar
Jhuke har sar iske dar per]2
Aise ya vaise jasie kaamiyo
Muka mil jayee na muka gaawaiyon

Yeh nasha kya nasha
hai yeh kaisa nasha
Jismein sara jahan
Dil haar gaya...

Cash to da left for me
Cash is right for me
Cash to da the front for me
Cash is the back for me
Cash is the day for me
Cash is nite for me
Cash on mind making money all da time

[Sabki idhar tedhi hai nazar
Batua bachke rakhna ghar per]2

Aise ya vaise jasie kaamiyo
Muka mil jayee na muka gaawaiyon


Cash to da left for me
Cash is right for me
Cash to da the front for me
Cash is the back for me
Cash is the day for me
Cash is nite for me
Cash on mind making money all da time

Yeh nasha kya nasha
hai yeh kaisa nasha
Jismein sara jahan
Dil haar gaya...

[Yeh to seedhi seedhi baat hai
Chahe din hai ya raat hai
Kismat apne hi saath hai
Paisa feko tamasha dekho]2

Yeh nasha kya nasha
hai yeh kaisa nasha
Jismein sara jahan
Dil haar gaya...